Explore posts in the same categories: Sant Asaram Bapu,
Satsang,
Shri Asharam Bapu,
Shri Sureshanand Ji,
Video
This entry was posted
on March 8, 2007 at 6:57 pm and is filed under Sant Asaram Bapu, Satsang, Shri Asharam Bapu, Shri Sureshanand Ji, Video.
You can subscribe via RSS 2.0 feed to this post's comments.
You can comment below, or link to this permanent URL from your own site.
April 12, 2007 at 9:30 am
Hari om
April 13, 2007 at 9:04 am
सतशिष्यों को पता होता है कि गुरु की एक छोटी सी सेवा करने से सकामता निष्कामता में बदलने लगती है, खिन्न ह्रदय आनन्दित हो उठता है, सुखा ह्रदय भक्ति रस से सराबोर हो उठता है । गुरुसेवा में क्या आनन्द आता है, यह तो किसी सतशिष्य से ही पूछकर देखे ।
Hari Om
April 26, 2007 at 10:51 am
no comment
May 15, 2007 at 4:29 am
karo seva Guru ji ki seva, mile prema bhakti ka meva, Ke Jai Jai Satguru Dev.
Seva ka phal hridaye mein phalit hota hain, ye mera anubhav hain. Jaisa ki mere Guruvar kahten hain: Seva ka phal hain Atam Santosh, Ishwar Santosh or Shri Sadguru Santosh. Mera Soubhagaya hein ki mere Guruvar ne mujhe seva karne ka avsar diya hain.
On Seva Gandhiji has said:
Love expresses itself through seva and it grows through seva.
My Beloved Guruvar I LOVE YOU A LOT!
June 21, 2007 at 9:59 am
Guru ki seva sadhu jane , Guru seva kya Mudha pichane
So eveey sadhak should know the importance of SEVA & it should be NISVARTH SEVA , SANT SEVA only help us to grow in Spiritual Life
GURU DEV NE NAMAN
June 28, 2007 at 8:17 am
Guru ji ki kripa paker mujh jaisa pathar is sansar me jine layak ho saka hai.
Jai guru Dev.
Aapko bar bar charan vandna.
July 13, 2007 at 9:45 pm
Great workshop this is realy…….
your opinion for http://www.sanatanseva.com??????????????????? Y
Your Prashantam HAriom
August 22, 2007 at 4:44 am
Hari Om Hari Om,
Satguru ke dhyan karnese hi Param anand Mujhe aata hai.
Meine 10 October 2006 ko Faridabad dhisha li. Tabse mere jivan kafi badlaw hua hai.
Pahli bar Bapuji ke dharsan 22 July 2005 ko Rohini Delhi me kiya. Tabse hi mere jivan me kafi badlaw Aaya. Uske pahle me kafi chirchira tha, aur bhagwan me kafi kam bishwas karta tha.
Lekin Bapuji ke kirpa se ab kafi thikthak hai.
Hari Om Hari Om.Ommmmmmmmmmm
November 17, 2007 at 5:03 am
DHANYA MAATA PITAH DHANYO GOTRAM DHANYAM KULODBHAVA
DHANYA CHA VASUDHA DEVI YATRASYAD GURU BHAKTATA
GITAYAH SHLOKA PAATHENA GOVINDA SMRITI KEERATANA
SADHU DARSHANA MATRENA TEERTHA KOTI PHALAM LABHET
SADGURU KRIPA HI KEVALAM SHISHYASYA PARAM MANGALAM
AUM AUM ANANDA AUM AUM AUM MADHURYA AUM AUM AUM SADGURUJI AUM
January 4, 2008 at 11:10 am
hari om madur madur naam hari om mangal mangal naam hari hari om bapu ji ka pyara naam hari hari om
January 12, 2008 at 2:48 pm
hari om
mai ek bahut hi nastik aadmi tha per meri sister ji ne diksha li aur mujhe bataya
to maine bhi guru ji ki pooja suru kar di. mujhe santi to mil gayee hai per abhi tak guru ji ke dershan nahi kiya hai. sayad guruji ke darshan se hi mera jeewan saphal ho jaye.
hari om
jai guru dev ji
January 28, 2008 at 12:21 pm
HARI OM! HARI OM! HARI OM!
June 20, 2008 at 9:30 am
Hari om bapuji,
mujhe aaj achcha nahi lagraha hey. me aaj marna chahatihu
aaj me ghar nahi javungi
kripaya mujhey chama kardijiye
aapki
mantra dikshit
aruna`
November 19, 2008 at 7:45 am
Hari Hari Om Prabhu Ji
August 23, 2009 at 8:46 am
BAPU JI MERI SAB KUCH APP HI HO MUJEE ASHRVAD DO
August 23, 2009 at 8:50 am
MERE BAPU MUJE DUNIYA KI MOH MAYA SE BACHAO MAI AAPKI SHARAD MAI ANA CHHATA HU MAI ROZ AAPKI MALA KKARTA HU MAINE 2204 MAI GURU DIKSHA LI THI AUR TAB SE SE MERE MERE MAI BAHUT SUDHAR AYAY HAI AUR MAI CHHATA HU KI MERE DOST BHI APKI SHARAD MAI AYAYE
August 23, 2009 at 8:54 am
MAI DUNIYA KE SABHI LOGO KO YEH KEHNE CHATHA HU KI BAPU JI HJUM SAB KE LIYE BAGVAN SE BHI BAD KAR HAI ISLIYE HAME BAPU JI SE GURU DIKSHA LENI CHAHIYA AAP SAB EK BAR DIKSHA LE KAR KE TO DEKHO AAPKI JINGI ME KITNI KUSHAYA AATI HAI MUJE 4 SALL HO GAYE BAPU KI DIKSHA LIYE HUYE AUR AAJ MAI BAHNUT KUSH HU MAI 10 CLS MAI HU BAPU KI KRIPA SE APNI PREPARTION KAR RAHA HU
October 11, 2009 at 1:57 am
bapu se badkar duniya main koi nahi main apne bapu ko pue dil se manta hu apne maa baap ke baad guru hi sabkuch hain.
October 11, 2009 at 1:58 am
MAI DUNIYA KE SABHI LOGO KO YEH KEHNE CHATHA HU KI BAPU JI HJUM SAB KE LIYE BAGVAN SE BHI BAD KAR HAI ISLIYE HAME BAPU JI SE GURU DIKSHA LENI CHAHIYA AAP SAB EK BAR DIKSHA LE KAR KE TO DEKHO AAPKI JINGI ME KITNI KUSHAYA AATI HAI MUJE 4 SALL HO GAYE BAPU KI DIKSHA LIYE HUYE AUR AAJ MAI BAHNUT KUSH HU MAI 10 CLS MAI HU BAPU KI KRIPA SE APNI PREPARTION KAR RAHA HU
October 11, 2009 at 1:58 am
MERE BAPU MUJE DUNIYA KI MOH MAYA SE BACHAO MAI AAPKI SHARAD MAI ANA CHHATA HU MAI ROZ AAPKI MALA KKARTA HU MAINE 2204 MAI GURU DIKSHA LI THI AUR TAB SE SE MERE MERE MAI BAHUT SUDHAR AYAY HAI AUR MAI CHHATA HU KI MERE DOST BHI APKI SHARAD MAI AYAYE
October 11, 2009 at 1:59 am
mai ek bahut hi nastik aadmi tha per meri sister ji ne diksha li aur mujhe bataya
to maine bhi guru ji ki pooja suru kar di. mujhe santi to mil gayee hai per abhi tak guru ji ke dershan nahi kiya hai. sayad guruji ke darshan se hi mera jeewan saphal ho jaye.
hari om
jai guru dev ji
October 11, 2009 at 2:00 am