निरोगी व श्री सम्पन्न होने के लिये

ॐ हुं विष्णवे नमः

निरोगी व श्री सम्पन्न होने के लिये

इस मन्त्र की एक माला रोज जप करें,

तो

आरोग्यता और सम्पदा

आती हैं ।

( गुरुपूनम अमदावाद २००५ के बापूजी के सत्संग से )

Explore posts in the same categories: Mantra, Sant Asaram Bapu, Satsang, Tips

28 Comments on “निरोगी व श्री सम्पन्न होने के लिये”

  1. mahavir goyal Says:

    hari hari om!!!!!!!!!!!!!!!

    very useful information on this website……

  2. gurtej singh Says:

    hari om hari om hari om hari om hari om, param pujya sant shri Aasa Ram Ji Bapu Ji Maharan Ji ki Jai

  3. Prashantbhai Says:

    please be continue with Such Grace Mantras of Bapuji


  4. Hari om,pujniya sad guru dev ji ko mera koti koti naman gurudev meri mano kamna kab puri hogi.

  5. monika Says:

    jai gurudev! mujhe apne charon ki preeti dijeeye.

  6. sandeep Says:

    hari hari om

    pujya guru dev ji ke sri chrno mai meri vandana

  7. sandeep Says:

    guru dev mujhe itani shakti dijiye ki mai apne karm ko puri nistha bhaw se kar saku

  8. sandeep Says:

    jai guru dev ji ki

  9. bharathi kumar Says:

    Pujya Swamiji
    Hari Om
    Iwish to know whether mushrooms are vegetarian or non vegetarian and its health benifits…
    Thanking you
    Pranam
    Hari Om

  10. Mani Jaiswal Says:

    Mere pal pal ka rakhte khyal ne sayyo sar jookaya mai Satguru tere naal ne sayyo

  11. AKASHDEEP Says:

    guru dev ko naman , guru dev can i tell our experinces of gurumantra

  12. AKASHDEEP SHARMA Says:

    hari om gurudev g,

    gurudev g kya gurumantar se rog ka naash, vidiya kee ,dhan kee praapti possible ha

  13. akash Says:

    hari om gurudev ji

    gurudev ji agar sab kush gurumantar se pana possible ha to aap rishi prasad me kyon deta ho mantar. kripya mere question ka answer perdaan keran

  14. HariOm Group Says:

    HariOm JI,
    Ye blog Bapuji ne nahin unke shishyo dwara banaya gaya hai, is blog ko Gurudev nahin padhte thain, kripaya aap Gurudev ko sambodhit karte huye questions na poochhen.

    Jaisi humari samajh hai, uske anusaar
    Jaise hum khana khaate hain regularly to swasth rahte hain, lekin agar koi problem aa jaati hai to aushadhi bhi lete hain. Aise hi Gurumantra niyamit japne se humare paancho shareer pusht hote hain, lekin agar kuchh gadbadi ho gayi hai to uske liye vaisa mantra hai. Gurumantra to mukti ke liye hai, lekin sabhi mantro ka alag alag dept. hai.. bhookh badhaani hai to agni tatva ka mantra hai, rog hai to arogyta ka mantra hai. Sabka apna apna prabhaav hai…
    Aur Gurumantra ka laabh to sirf jinhone Diksha li hai unhe hota hai, lekin in mantro se laabh to koi bhi le sakta hai, isliye Gurudev in mantro ko Rishi Prasad me dete hain,
    taaki humara tan tandurust, man prasann, aur buddhi me buddhidata ka gyan aa jaaye.

    Ye humari samajh se kaha, lekin Gurudev ki leela adbhut hai, unki leela kya kya karti hai y to thum nahin jaante lekin jo bhi Gurudev karte hain, vo sada hi humare hit me hota hai.

    Aum Shanti

  15. Asha Sharma Says:

    Pujya Bapuji,

    Mera man puri tarah se prabhu ki charno mein kaise lagega.

    Namaskar Bapu ji

  16. Asha Sharma Says:

    Pujiya shri bapu ji

    Mere man hamesha shanka kyon bani rehti hai aur bure vichar kyon aate hai?

    Namaskar

  17. Sarbjit Says:

    hari om

  18. akash Says:

    kaalsarpyog nivaaran ka koi upay bapu g na agar bataya ho to kripaya batayain

    hari om g

  19. AKASH Says:

    THANKS
    HARIOM GROUP

  20. AKASH Says:

    kripya bapu ji duara bataya koi aisa sadhan jisse dipression se bahar aya ja sake

  21. Rohit Agarwal Says:

    @ Akash

    Hari Om ! This site may help you http://successful-life-tips.blogspot.com/

  22. akash Says:

    guru bhai

    mere ghar kee mandir kee photo kee back paschim kee taraf ha darwaaja purv kee or khulta ha agar yeh vastu ke heesaab se galat hato iska koi upay bapu je ne bataya ho to kripya perdaan kerain

  23. akash Says:

    hari om

    dyan yog shivir main kya hota ha sadak is shivir bahut repect kertain hain

  24. akashdeep Says:

    hari om ,

    bayia kripya batayan kee jo mala diksha k smay mili thi kya hum use gule main pehn sakte agar haan to kub se kub tuk

  25. HariOm Group Says:

    HariOm Bhai.
    Ji haa aap mala gale me pahan sakte hain, bas us samay mala utaar de jab aap toilet wagerah jaate hain.

    HariOm

  26. Prakash Says:

    Hari om,
    Pujya Guruji ka saprem smaran
    Shrimad Bhagvat Geeta me kaha he ki main (bhagavan) har svarupe me hu. to eska pratyaks anubhav mere ko karana to kaise kare.
    Kya esvar darsan khud hota hai ya guru kripa se hi hota hai.
    Agar khud hota hai to sachot rasta kya hai.
    Mere prasna ka uttar dene ki kripa kare

    hari om
    Prakash trivedi

  27. KAMAL HIRANI Says:

    MERE GURU K DHAR PE KOI NASSEB WALA HE AATA HAI……..


Comment: